Kitab ki Haqqaniyat aur Daur e Musalma'n : Kitab toh duniya mey bohut Sari hai Main Sirf Religious book ki Baat ker raha hu, Toh kisi bhi Kitab mey uski Apni Tasdeek aur Tafseel Bohut kam hoti hai, Jiske Wajah sey humko/ Asaan Hota he Us Kitab koh khojna joh Apni Tasdeek aur Tafseel karta ho. Aur poori Duniya mey Apni Ziyadah Tasdeek karne Wali Kitab Quran قرآن hai. Is Kitab ke barey Sab se Pehle ki Doosi Surat mey ye Likha he "Yeh Kitab Allah hi Ki hai, Is me Koyee Shak ki Gunjaish nahi hai - Hidayat hai Muttaqi key liye" (al-Baqara, Ayat2) ( note ) Is Kitab me [yani قرآن] kareeban 500ya 700se ziyadah ayat hai joh Yeh Tasdeek karti hai, aur Sirf Apni nahi Yeh Dusri Kitabo'n ki bhi Tasdeek karta hai- Aur Jaise Musalman jante hai key Yahudi or Essayee Yeh dono hi Musalmano ke sakht Dushman hai, Iski Gawah History he aur Ateet hai. Is Shadeed Dushmani ke ba-wajood Musalmano ki Kitab mein TAWRAT (Old Testament) or INJEEL (New Testament) or ZABOOR (Psalm) d...