Clarification & Identification of MOMIN [15- April -2020] Document Roman Script Urdu (CIM15/20) Pdf Code (CIM15/20) Presented by SHORT NOVEL www.fb.com/Shortnovel20 www.ShortNovel20.blogspot.in #YouTube I.A.T ( Islamic Action Team ) www.IslamicActionTeam.blogspot.in #ShortNovel_Support [ Host ] Syed Sahil Akhtar sahilakhtarsyed@gmail.com shortnewsw@gmail.com Roman Scripture Messege typing Bissmillaahir Rahmaanir Raheem (Allah key Naam sey Shuru Joh bada meharban,nnihayat Rahman Wala) In The Name of Allah (one & only), Most Gracious, Most Merciful. Quran Kareem Woh Kitab Hai, Joh Nabi e Kareem (Sallallaahu alaihi wa'alihi wasallam) Koh Maujaza e Khaas key taur Pey dee Gayi, Allah tala Ney Naw-e-Insani Per. Kisi Bhi Musalman key Liye Quran Uska Reading Book or Slybus Ka Pehla Book Hona Chahiye. Momin : Kuch log 'Momin Sunte hi' yeh Kahte hai ke "Hum Toh Aam Musalman Hai, Hum Momin Kaise Ban-Payeng...
Adam (a.s) aur Unki Paydish Birth of Adam (pbuh) & Iblees the Enemy [BA/IE] Roman Scripture (Urdu) Messege Typing (BA/IE1-20) Short Novel - YouTube Channel - Subscribe - Facebook / Short Novel Assalamu alaikum ! Hum Adam (a.s) key Baarey Mein Baat Kar rahe Hai, Joh Nasl-e-Insan or Now-e-Insan [Generation of Human Being] key Baap (father) hai Aur Unki Paida'ish Ka Zikar Teeno Kitabo Mey Aya hai Hafte key mubaraq din mey, Aur Din ke mubaraq waqt mey takhliq kia gaya (3 Mazhab key Nazdeekh - Essai, Islam, or Yahudi) Teeno Mey Ijma hai Is Mamle me key Hafta Mein mubaraq Din JUMA Ka hai , aur Din Mey mubaraq Waqt Jab Suraj Nikal Raha ho FAJER (Jisko Subah Sadiq) Kaha Jata hai. Matlab Adam (a.s) JUMA ke Din Paida Huwe Aur FAJER key Waqt. Akhri Nabi MUHAMMAD (Sallallaahu alaihi wa'alihi wasallam) ka Irshad hai Sahih Sanad key Saath " Hazrat Adam, Insano ke Baap Allah Ke Nabi Aur Rasool hai Aur Allah tala Ne JUMA KE Din unneh Mab'oos Farmaya" [Sahi...
Comments
Post a Comment