Birth of Adam (pbuh) & Iblees the Enemy [BA/IE]
Adam (a.s) aur Unki Paydish
Birth of Adam (pbuh) & Iblees the Enemy [BA/IE]
Roman Scripture (Urdu) Messege Typing (BA/IE1-20)
Assalamu alaikum ! Hum Adam (a.s) key Baarey Mein Baat Kar rahe Hai, Joh Nasl-e-Insan or Now-e-Insan [Generation of Human Being] key Baap (father) hai Aur Unki Paida'ish Ka Zikar Teeno Kitabo Mey Aya hai Hafte key mubaraq din mey, Aur Din ke mubaraq waqt mey takhliq kia gaya (3 Mazhab key Nazdeekh - Essai, Islam, or Yahudi) Teeno Mey Ijma hai Is Mamle me key Hafta Mein mubaraq Din JUMA Ka hai, aur Din Mey mubaraq Waqt Jab Suraj Nikal Raha ho FAJER (Jisko Subah Sadiq) Kaha Jata hai. Matlab Adam (a.s) JUMA ke Din Paida Huwe Aur FAJER key Waqt. Akhri Nabi MUHAMMAD (Sallallaahu alaihi wa'alihi wasallam) ka Irshad hai Sahih Sanad key Saath "Hazrat Adam, Insano ke Baap Allah Ke Nabi Aur Rasool hai Aur Allah tala Ne JUMA KE Din unneh Mab'oos Farmaya" [Sahih Muslim / Kitab ul Anbiya - Bayan Adam a.s] [Sahih Sunan Abu Dawood / Kitab ul Anbiya - Bayan Adam a.s] [Sahih Musnad Ahmed Ibn Hunbal / Kitab ul Anbiya - Bayan Adam a.s]
Hazrat Adam (a.s) Key Baarey mey Jab AAP Sunte Hai Toh yeh Khayal Zaroor aata Hoga key 'Unke Gunah Ki Wajah Sey Insan Zameen Hai' Ager Aap Aysa Sochte Hai Toh Yeh Kufr hai, Kyu Key Adam (a.s) Ki Wajah Sey Zameen Mey Nahi Balke Zameen Mey Aana Yeh ek Process Hai Jissey Insan Guzrega Aur ALLAH/ Khuda ke Liye joh Uska (feelings) Usko Woh Zahir Karega is Zameen mey. Ager Quran (2:30) Padhe Toh Usme Likha 'Aur Ay Nabi ! Yaad Kariye Jab Humne Faysla Kiya key Hum Zameen Me Khailfa Banayenge' -is ayat Sey yeh Maloom hua key Insan Khas Is Zameen Ki Khilafat (Yani Dekh bhaal) key liye Banah hai -Aur Zameen mey Rahna Aur Rahke itaat Karna Uska Kaam hai Jiska Wajeh Sey Usko Yaha (Yani ZAMEEN Mey utaara gaya) is Liye Allah Ney IBLEES key Liye (Lafz Nikal jao) Aur ADAM (a.s) key Liye (Utar jao) Pata Chalta Hai Key ADAM ki Paydaish Khaas Zameen Key Liye hi Hui Na Key Jannat key Liye - Lekin Yeh Baat Bhi Dimag Mey Rahe Kyu key ALLAH Ney Ek Waqt Mey Doh Nasl Koh Zameen me qarar Diya Toh Iska Kreedar of Amal or Eman ki Bina Pey Jaha Sey Usko Nikaala Gaya Wahee Usko Humesha ki Zindagi Bhi Ata Karega (Yeh Baat Dihaan rahe JINNAT Kabhi JANNAT Nahi jayega is Wajah Sey ke Adam Koh sajada Na Kia) Aur Insan Jannat KE Waris banadiye Gaye Ager Kreedar Amal Aur Eman ho.
Comments
Post a Comment