Kitab ki Haqqaniyat aur Daur e Musalma'n
Kitab ki Haqqaniyat aur Daur e Musalma'n : Kitab toh duniya mey bohut Sari hai Main Sirf Religious book ki Baat ker raha hu, Toh kisi bhi Kitab mey uski Apni Tasdeek aur Tafseel Bohut kam hoti hai, Jiske Wajah sey humko/ Asaan Hota he Us Kitab koh khojna joh Apni Tasdeek aur Tafseel karta ho. Aur poori Duniya mey Apni Ziyadah Tasdeek karne Wali Kitab Quran قرآن hai. Is Kitab ke barey Sab se Pehle ki Doosi Surat mey ye Likha he "Yeh Kitab Allah hi Ki hai, Is me Koyee Shak ki Gunjaish nahi hai - Hidayat hai Muttaqi key liye" (al-Baqara, Ayat2)
(note) Is Kitab me [yani قرآن] kareeban 500ya 700se ziyadah ayat hai joh Yeh Tasdeek karti hai, aur Sirf Apni nahi Yeh Dusri Kitabo'n ki bhi Tasdeek karta hai- Aur Jaise Musalman jante hai key Yahudi or Essayee Yeh dono hi Musalmano ke sakht Dushman hai, Iski Gawah History he aur Ateet hai. Is Shadeed Dushmani ke ba-wajood Musalmano ki Kitab mein TAWRAT (Old Testament) or INJEEL (New Testament) or ZABOOR (Psalm) do no ki Tasdeek di gayee hai- Jisse Yeh Baat Pata Chalta he ki Is Kitab ki Haqqiyat ki.
"Eman Lao usper joh Aap (S.A.W) per Nazil hua, aur Aap (S.A.W) sey pehle Nazil kiya gaya" (al-Baqara, Ayat-4) Is Ayat se maloom Hota hai Quran ki Pehli para ki Dusri Surat mey 4thi Ayat me Nazil ki Tasdeek ki gayee ke JAISE AKHRI NABI PER WAHI NAZIL HUI waise hi ISSEH PEHLE KE NABIYO PER WAHI NAZIL KI GAYI Allah tala ney is Kitab me is Kitab ki Haqqaniyat ka Saboot diya ke Yeh Kitab Sirf Apni Baat nahi kahti balke Yeh Sirf MAHDI (awaited one) ki Baat karti.
(note) MAHDI is Um me pehle Humare Nabi yani MUHAMMAD (S.A.W) he Allah tala ne Aap koh Insaniyat Per Akhri Hujjat Bana Ker Bheja aur Musalmano per Akhri Hujjat Imam Muhammad Ibn Abdillah Al-Mahdi honge joh Akhri Nabi koh Apni Daleel banake Musalmano Koh Wapas Ushee Rasta pey Le ayenge Jiski Koshish Amirul Momineen Amirul Momineen Hazrat Ali inn Ani Talib aur Amirul Momineen Hazrat Imam Hassan ibn Ali ibn Talib aur Hazrat Omer inn Abdil-azeez (radillahu anhun ajmaeen wa Alaihis salaam) Wahee daur Wapas Allah dega taake Musalman Apni Audhe ka qader Karna Sakey Wahi Huqumat Hogi Jaisi Hazrat Abu Baqer Siddiqe aur Hazrat Umer Ibn al-Khattab aur Hazrat Osman ibn Affan (alaihis salam) ki tarah.
Allah tala ne Quran koh Khas INSANIYAT Key liye NAZIL kiya, Lekin Insaniyat ne Is Kitab Toh Jhuthlaya (yani کفر) kya. Toh Is Poori Duniya me Is Kitab ke Zimme koh Musalmano ne Uthaya aur Musalmano koh Allah ney WARIS Chuna ke Woh Allah ki Hiqmat (Wisdom) aur Allah Qudrat (Nature) aur Allah ki pehchan (Justice by Supreme Lord) Bataye Is Kitab sey Aur Is Kitab Koh MUJAZA banaya qayamat yak ke liye.
Comments
Post a Comment