Monotheism Practicing World (April20/2020) MPW-1

Poori Duniyah Mein 8 Billion Sey Zyadah Human Population Hai,
759 hundred Crore, 43 Ten Thousand humans (2020) 

Isme Sey Majority Of Religion CHRISTAINS Ki hai (Jiska Root Religion family - Abrahamic Faith hai), Iske Ba'ad Second (2nd) Majority of Earth Kahlaati hai Woh hai ISLAM (Jisk Root Religion family - Abrahamic Faith hai) yeh Dono Majority hai Is Duniyah Ki Aur Kyu Ke. In Dono Religion Mey 1 Book Koh Follow Kya Jata hai Jaise Christians BIBLE Koh Aur Muslims QURAN koh Yeh Dono Religion Mey Hi Main-Book Aur Believe Book 1 hi hai Dono Ka Apna Apna Ek Kitab/ Book Hai Aur Yeh Dono Ebadat/ Worshipping Key Liye Apni Doosri Kitabo Koh Nahi Bale CHRISTIANS Bible, Aur MUSLIM Quran Koh Padhte hai. Islam/Christains/ Judaism/ Atenism/Sikhism. Yeh Sab OSR type Religion hai (Isseh yeh Baat Maloom Hota hai key yeh Dono Religion ka Apna  Apna Scripture hai jisseh yeh Religious book Ke Taur pe follow Karte hai, Aur Baaki kisi Aur Book Koh God Scripture Nahi Kahte Aur Na Hi Kisi Aur Book Koh as a Religion Follow Karte hai)

Isliye In-Dono Koh ABRAHAM FAITH mey Zyadah Shohrat Hasil hai. 
Hinduism/Buddhism/ Jainism Etc yeh Sab Abrahamic Faith key Bahar hai Aur Abrahamic Faith Mey inki Koyee Jagah Nahi Aur Yeh non-OSR type Religion hai.

OSR RELIGION
ONE SCRIPTURE base RELIGION yani (Eik-kitab-ul-huqum ki Payrvi/follow Karne Waley) yeh Log Muwahid/ Monotheist Kahlaate hai. 

Non-OSR RELIGION
Iska meaning theekh ulta/Opposite Hoga OSR Sey yeh log Ek Sey Ziyadah Kitabo Koh Follow Karte hai, Aur Ek Sey Ziyadah God's pey Believe Karte he, Ayse Logo Koh But-Parast, Mushriq/ Polytheist or Peganist Bhi Kaha Jata He. Yeh Apne Haath Sey Tarashey Huwe Khuda/ Gods Koh Worship Karte hai. Iske pass Alag Alag Khuda Key Liye, Alag Alag Kitab Hoti hai. 









World Largest Practicing Religion.
Duniyah Mey Sab Sey Ziyadah Practice/ Yani Apne Mazhab ki Baat Ziyadah Manney waala Mazhab ISLAM hai.  Is Image Mey Samjh Mey aa jayega key Kaha Aur Kis Elaake Mey Zyadah Follow Kiya Jata Hai

ABRAHAMIC family (Means Faith Like Abraham peace be upon him & his progeny)
(Yani Hazrat Ibrahim alaihi Salam key Jaise Eman lane wale) 

Ibrahim (a.s) Abraham Babylon (baabil) key Sheyher Mey Paida Huwe - Apke Zamaane Mey BUT-PARASATI aur INSAN-PARASTI (yani Insan ko Khuda Manney Ka nazariya) khoob Zyadah Faylaae Hua tha, Aur Hazrat IbhrahIm Us Waqt Nimrod Joh (Babylon Ka Badshah) tha, Usseh Ek Religious Debate Kiya- Aur Us jab NIMROD Debate Mein haar Gaya Toh Usne IBRAHIM (a.s) Koh Aag/ 🔥 fire Mey Pheyne Ka Huqum Diya- Jab Aag Mey Hazrat ibrahim Koh Dhala Gaya Toh Kuch Deyr Ba'ad Aag Thandi/ Cold Hogayi. Apne Koh Zara Sa Bhi Aag Ney Chua'a Bhi Nahi. Iske Ba'ad Nimrod jab Apko nuksan Na pohcha paaya Toh Apko BABYLON Sey Hi nikalne Ko boldiya (Lekin tab Tak Apke Manne waley KE Ander Ek Hausla aa Gaya tha)

Hazrat Ibrahim alaihi Salam key Baare Alag Sey Hum Batayenge.

Comments

Popular posts from this blog

Bani-Israeel Aur Munafiqeen

Kitab ki Haqqaniyat aur Daur e Musalma'n